Read more: Guidelines related to reading News/Information on hilalsocial.com.
Published: 10-11-2023;
According to an article on sunnimuslimindia
اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ وَسَلِّمْ وَبَارِكْ عَــلٰى سَيِّدِنَا وَمَوْلٰنَا مُحَــمَّدٍ نِ النَّبِيِّ الْاُمِّيِّ الْحَبِيْبِ الْعَالِي الْقَدْرِ الْعَظِيْمِ الْجَاهِ وَعَلٰی اٰلِهٖ وَصَحْبِهٖ وَبَارِك وَسَلِّم اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ عَــلٰى مُحَــمَّدٍ وَّاَنْزِلْهُ الْمَــقْعَدَ الْمُقَـرَّبَ عِنْــدَكَ يَوْمَ الْقِيـَـامــَةِ
Buzurgaane deen farmate hai yeh Darood Shareef shab e jumu’ah (jumeraat o jumu’ah ke darmiyani raat) ko kam az kam ek martaba padhey..
Fazilat – Inteqal ke waqt woh shakhs Huzoor Shafi e Mehshar ﷺ ki ziyarat se musharaf hoga. Aur qabr mein daakhil hote waqt bhi aur yaha tak iss Darood Shareef padhne ki fazilat hai ke padhne wala dekhega ke Huzoor e Akram ﷺ ussey apne haathon se qabr mein rakh rahey hai.
Nabi e kareem ﷺ farmate hai jo shakhs yeh darood shareef padhega meri shafa’at uss shakhs par wajib hai.
*#Afzal us salawat ala sayyidis sadat page no – 151.
*#Al Targeeb Wat Tarheeb
The above image belongs to its concerned owners, and we don't own it.
The time of recitation of the Shab-e Jumma is just after the sunset of Thursday and until dawn of Friday.
Shab-e Jumma ko Padhne ka mufeed waqt Jumme-raat ko suraj dubne ke baad se, Jumma ki sahar se pahle tak rehta hai. Kyoki iska naam Shab-e Jumma ki durood sharif hai. Shab ke ma-ani (meaning) raat (night) hote hai, is liye ye durood raat ke waqt padhi jaati hai.
NOTE: This page provides dates according to Sunni beliefs.
• May Allah ﷻ and Huzur Mohammed Mustafa ﷺ shower guidance, sheer assistance, Rehma (Blessings) on what we read, write, learn, perform in this world and for the betterment of hereafter.
• May Allah ﷻ and Huzoor Mohammed Mustafa ﷺ forgive us if we do mistakes in reading, understanding anything in this article, or if we've made any mistake in putting contents on this page.
Read more: Guidelines related to reading News/Information on hilalsocial.com.